islamicdb

Ab kahan jaon tarap kaby Syed Sabihuddin Sabih Rehmani

Ab kahan jaon tarap kaby Syed Sabihuddin Sabih Rehmani naat mp3 play online & download. Download and Listen to Ab kahan jaon tarap kaby Syed Sabihuddin Sabih Rehmani in a Heart-Touching Voice, Along with the Lyrics. Also Available Ab kahan jaon tarap kaby Syed Sabihuddin Sabih Rehmani WhatsApp Status and Ringtone Download. Explore and download a variety of Islamic MP3s.

If download not start automatically click here to download

Click here to download MP3 (283)

Ab kahan jaon tarap kaby Syed Sabihuddin Sabih Rehmani Lyrics

  • ab kahan jaon tarap ke
  • dil ki yeh khwahish nikaal
  • ae madine ki zameen
  • meri bhi gunjaish nikaal
  •  
  • ae rahe ishq e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)
  • kar ke fanah tak rahbari
  • mujh se aasi ki bhi koi
  • soorat e bakhshish nikaal
  •  
  • aye fiza taiba ki mere
  • gird halqa khench kar
  • mu’dat e umr e rawan se
  • arsa e gardish nikaal
  •  
  • bargah e Mustafa mein
  • dil se yeh aai sada
  • aaj ki taareekh se
  • taareekh e paidaish nikaal
  •  
  • pesh kar de na qamar
  • sarmaya e naat e nabi
  • hashr mein jab hukm ho ga
  • nama e pursish nikaal