islamicdb

Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa Owais Raza Qadri Naat MP3 Download

Jab husn tha unkaOwais Raza Qadri Naat MP3 play online & download. Download and Listen to Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa Owais Raza Qadri Naat in a Heart-Touching Voice, Along with the Lyrics. Also Available Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa Owais Raza Qadri Naat WhatsApp Status and Ringtone Download. Explore and download a variety of Islamic MP3s.

If download not start automatically click here to download

Click here to download MP3 (449)

Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa Owais Raza Qadri Naat Lyrics

  • Jab husn tha unka jalwanuma
  •  
  • Jab husn tha unka jalwanuma anwaar ka alam kya hoga
  • Har koi fida hai bin dikhe didar ka alam kya hoga
  •  
  • Ek samt ali ek samt umar siddique idhar usman udhar
  • in jagmag jagmag taro me sarkar ka alam kya hoga
  •  
  • jis waqt Halima ki godi anwaare khudase roshan thi
  • us waqt Halima dai ke gharbar ka alam kya hoga
  •  
  • jab unke gadabhar dete hai shahane zamana ki jholi
  • mohtaj ka jab ye alam hai to mukhtar ka alam kya hoga
  •  
  • chahe to ishare se apne kaya hi palat de duniya ki
  • ye shaan hai khidmat garoon ki sardar ka alam kya hoga
  •  
  • sun sun ke sahaba ki baatein kuffar musalmahota hai
  • fir mere rasool e akram ki guftar ka alam kya hoga
  •  
  • taiba se hawae aati hai bekal ko suku mil jata hai
  • is paar ka jab ye alam hai to us paar ka alam kya hoga