Ya rang taswar ka ha Naat by Badar uddin Badar mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios. Explore and download a variety of Islamic MP3s.
Ya rang taswar ka ha ya husan nabi hai
Ya rang taswar ka ha ya husan nabi hai
taiba mein hai dil roza e aqdas jabain hai
Ya rang taswar ka ha ya husan nabi hai
Allah sy nazdeek sar e arsh e barian hai
hairan hai duinya k ya wohi khak e nasheen hai
sarkar ki jali pa duinya ki talab kya
mujko to yaha apni zarorat b nai hai
ya Rasool Allah mujko to yaha apni zarorat b nai hai
Ya rang taswar ka ha ya husan nabi hai