islamicdb

Aaj Khushiyan Manao Naat MP3 Download By Yousuf Memon

Aaj Khushiyan Manao Naat MP3 Download By Yousuf Memon. Aaj Khushiyan Manao Heart Touching Naat MP3 Download By Yousuf Memon in best audio quality.

Page Views: 24.8 K

Description

Aaj Khushian Manao yousaf memon naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Aaj Khushiyan Manao Naat Lyrics

Aashiqon Khushiyan Manao Kamli Wala Aa Gaya
Rabbe Sallim Gun Gunaao Kamli Wala Aa Gaya

Jhuk Gaya Sajde Me Baitullah Bhi Ta’zeem Ko

Ab Diye Dil Ke Jalaao Kamli Wala Aa Gaya

Chehraye Wal Fajr Se Aur Gesuye Wal Lail Se
Dil Ko Aaina Banaao Kamli Wala Aa Gaya

Goad Main Le Kar Halima Sadiyah Ne Yoon Kaha
‘Azmaton Ke Geet Gaao Kamli Wala Aa Gaya

Chaand Sooraj Aur Sitaaro Kehkashaan Ardo Falak
Raushni Apni Badhaao Kamli Wala Aa Gaya

Jashne Milaadun Nabi Main Un Ke Zikre Paak Se
Najdiyon Par Qehr Dhaao Kamli Wala Aa Gaya

Ya Rasoolallah Ka Naara Lagaa Kar Sunniyon
Apne Dushman Ko Bhagaao Kamli Wala Aa Gaya

Tum Bhi Nustrat Na’eemi Mehfile Milaad Main
Phool Naaton Ke Khilaao Kamli Wala Aa Gaya...