islamicdb

Listen and download your favorite islamic MP3, videos & blogs.

Aasman gar tere talwo ka nazara karta Naat Sharif

Download MP3 (97)

aasman gar tere talwo ka naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Description

aasman gar tere talwo ka naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Lyrics

Aasma gar tere talwoon ka nazara karta,
roz ek chand tasaddukh me utara karta

Chup gaya chand na ayi tere didar ki ta,
or agar samne rehta to bhi sajda karta

Aah kya khub tha gar hazir e tar hota mai,
unke saye ke tale chain se soya karta

Aank uthti to mai jhunjh lake palak si leta,
dil bigad ta to mai ghabra ke sambhala karta

Kabhi khud apne taghaiyyur pe mai hairan hota,
kabhi khud apne samajh ne ko na-samjha karta

Kabhi kehta ke ye kya bazm hai kaisi hai bahar,
kabhi andaz e tajahul se mai taoba karta

Maut us din ko jo phir naam watan ka leta,
khaak us sir pe jo is dar se kanara karta

Be khuda na kabhi sajde me sue-dar girta,
janib e khibla kabhi chonk ke palta karta

Ye maze khoobi ye khismat se jo paye hote,
sab se diwana tha gar khuld ki parwah karta

Aye hasan khasd e madina nahi rona hai yahi,
or mai aap se kis baat ka shikwa karta.