islamicdb

Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai AlHaj Saeed Hashmi Naat Sharif MP3 Download

Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai AlHaj Saeed Hashmi Naat Sharif MP3 play online & download. Download and Listen to Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai AlHaj Saeed Hashmi Naat in a Heart-Touching Voice, Along with the Lyrics. Also Available Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai AlHaj Saeed Hashmi Naat WhatsApp Status and Ringtone Download.

Page Views: 825

Description

agar koi apna bhala chahta hai naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai AlHaj Saeed Hashmi Naat Lyrics

sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam

Agar Koi Apna Bhala Chahta Hei
Usay chahay jisko, Khuda chahta hei

sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam

Durood un pe bhejo, salaam un pey bhejo
Khuda ki kasam yeh khuda chahta hai.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Khuda ki raza, Mustafa chahtey hain,
Khuda Mustafa ki, raza chahta hai.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Fakiroon kay malja, yeh mangta tumhara
Madinay main thori sija chahta hei.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Banaley mujhey apna mehman Aaqa
Yeh har aik shaho ghada chahta hai.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Karey khuld hasil Habib e Khuda ka,
Jo insaan kurbe Khuda chahta hai
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Agar koi apna bhala chahta hai
Usey chahi jisko, Khuda chahta hai
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam...