islamicdb

Listen and download your favorite islamic MP3, videos & blogs.

Amna Ka Lal Aya Naat MP3 Download By Haji Mushtaq Attari

Download MP3 (96)

Amna Ka Lal Aya Naat MP3 Download By Haji Mushtaq Attari. Amna Ka Lal Aya Beautiful Naat MP3 Download By Alhaj Mushtaq Qadri Attari in best audio quality.

Description

Amna ka lal aya naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Lyrics

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Agaya woh noor wala, jis ki uchi shaan hai,

jis ki midhat main utara rab ne ye Quran hai,

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Ho bayan kaise fazeelat Amina ke chand ki,

Us ki to har har ada par bolta Quran hai,

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Jo kaha mere nabi ne woh hamesha sach howa,

ho bahoo tasleem karta aaj sciencedaan hai,

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Amina tuj ko mubarak tere ghar jalwa figan,

Aaj woh mah he risalat nabiyun ka sultan hai,

Amina Ka laal Aaya, Amina Ka laal Aaya..