Aye Shehshahe Madinah naat mp3

Aye Shehshahe Madinah naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Audio:Aye Shehshahe Madinah naat mp3

Artist: Haji Muhammad Mushtaq Qadri

Lyrics

 • ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam
 • zeenat-e arsh-e mu'alla, assalat-o-wassalam
 •  
 • rabbi-habli-ummati kehte huway paida huay
 • rab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam
 •  
 • ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
 • zeenat-e-arsh-e mu'alla, assalat-o-wassalam
 •  
 • sar jhuka kar ba adab ishq-e rasoolallah may,
 • keh raha he har sitara assalat-o-wassalam
 •  
 • ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
 • zeenat-e-arshe-e mu'alla, assalat-o-wassalam
 •  
 • mu'mino padhthay raho tum apnay aqa par durood
 • he farishto ka wazifa, assalat-o-wassalam
 •  
 • ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
 • zeenat-e-arshe mu'alla, assalat-o-wassalam
 •  
 • mein woh sunni hu jamil-e qadri marnay ke ba'd
 • mayra laasha bhi kahe ga assalat-o-wassalam
 •  
 • ae shahenshah-e-madina assalat-o-wassalam
 • zeenat-e-arshe mu'allah, assalat-o-wassalam
 •  
 • jab firishtay qabr mein jalwa dhikha-e aap ka
 • ho zabban par pyaare aqa, assalat-o-wassalam,
 •  
 • ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
 • zeenat-e-arsh-e mu'allah, assalatowassalam.