islamicdb

Ek Baar Phir Se Ramzan Aya Hai Naat MP3 Download

Ek Baar Phir Se Ramzan Aya Hai Naat MP3 Download by Aayat Arif. Ek Baar Phir Se Ramzan Aya Hai Naat MP3 download in best audio quality. Ramzan 2023 new naat mp3 download.

Page Views: 839

Ek Baar Phir Se Ramzan Aya Hai Naat Lyrics

Ek baar phir se ramzan aaya hai lyrics

Aakhirat ko karne aasaan aaya hai
Ek baar phir se ramzan aaya hai

Samjho to qismat me likkha hai ye ramzan

Isi liye to hamne paaya hai ye ramzan

Khuda ka ham pe ban ke ahsaan aaya hai

Aakhirat ko karne aasaan aaya hai
Ek baar phir se ramzan aaya hai

Muflis ki jholi bhi tu bhar de ae maula

Be-ghar jo hain unko tu ghar de ae maula

Kar paaun kuchh achha miskeenon ki khatir
Aisa mujhe tavangar tu kar de ae maula
Mauqa banke phir se ramzan aaya hai...