Jo Samne Hai Madina To Dekhta Kya Hai Naat MP3 Download. Jo Samne Hai Madina To Dekhta Kya Hai Heart Touching Naat Mp3 Download in best audio quality.
Page Views: 1.5 K
Jo Saamne Hai Madina To Dekhta Kya Hai
Yehi To Kaabe Ka Kaaba Hai Sochta Kya Hai
Mere Huzoor Ko Aye Khud Sa Bolne Wale
Tu Unki Zaat Ke Baare Mein Jaanta Kya Hai
Ba Roze Hashr Khuda Khud Kahega Bandon Se
Jo Mustafa Ko Na Maane Woh Maanta Kya Hai
Teri Gali Ko Hi Maanga Hai Ja Ke Jannat Mein
To Is Pe Bole Farishte Yeh Maangta Kya Hai
Agar Nahin Hai Paseena Gulon Mein Aaqa Ka
To Phir Bataao Ke Gulshan Ka Mehakna Kya Hai
Lage Na Jis Pe Qadam Mustafa Ke Aye Hakim
Woh Jaye Suye Haram Bhi To Raasta Kya Hai
By: Momina Mustehsan 3.5 M views
By: Syed Fasihuddin Soharwardi 3.3 M views
By: Hafiz Abubakar 3.1 M views
By: Muhammad Owais Raza Qadri Attari 3.1 M views
By: Sami Yusuf 2.8 M views
By: Sami Yusuf 2.8 M views