islamicdb

Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai Naat sharif

Karam Aaj Bala mp3.Download naat audios,naat mp3,naat video, bayan audio,bayan video,bayan mp3,tilawat mp3,tilawat audio.

Page Views: 904

Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai Naat Lyrics

Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai

Zuban per Muhammad ka nam a giya hai

Droodon ke barish hai qono makaan per

Ke aaj Anbiyaa ka Imam a giya hai

Jahan chir giya ziker e Shah e Madina

Laboon per Darood o Salam a giya hai

Mujhay mil gaye donu alam ke shahi

Mera un ke mangatoon mein nam a giya hai

Mere pas kuch bhi na tha roz e Mehsher

Nabi ka wassila he kaam agiya hai

Maza tab hai Sarkar mehsher mein keh dain

Wo daikho hamara gulaam a giya hai

Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai

Zaban per Muhammad ka nam a giya hai..