Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai Urdu Naat MP3

karam aaj bala e baam Owais Raza Qadri naat mp3 play online & download. Large Collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios.


Audio:Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai Urdu Naat MP3

Artist: Muhammad Owais Raza Qadri Attari
Page views 51251

Lyrics

 • Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai
 •  
 • Zuban per Muhammad ﷺ ka nam a giya hai
 •  
 • Droodon ke barish hai qono makaan per
 • Ke aaj Anbiyaa ka Imam a giya hai
 •  
 • Jahan chir giya ziker e Shah e Madina
 • Laboon per Darood o Salam a giya hai
 •  
 • Mujhay mil gaye donu alam ke shahi
 • Mera un ke mangatoon mein nam a giya hai
 •  
 • Mere pas kuch bhi na tha roz e Mehsher
 • Nabi ka wassila he kaam agiya hai
 •  
 • Maza tab hai Sarkar mehsher mein keh dain
 • Wo daikho hamara gulaam a giya hai
 •  
 • Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai
 • Zaban per Muhammad ﷺ ka nam a giya hai
 •