KARAM AAJ BALAI BAAM AGAYA HAY-Shafiq-Ahmed mp3. Download naat audios,naat mp3,naat video, bayan audio,bayan video,bayan mp3,tilawat mp3,tilawat audio.
Page Views: 1 K
Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai
Zuban per Muhammad ka nam a giya hai
Droodon ke barish hai qono makaan per
Ke aaj Anbiyaa ka Imam a giya hai
Jahan chir giya ziker e Shah e Madina
Laboon per Darood o Salam a giya hai
Mujhay mil gaye donu alam ke shahi
Mera un ke mangatoon mein nam a giya hai
Mere pas kuch bhi na tha roz e Mehsher
Nabi ka wassila he kaam agiya hai
Maza tab hai Sarkar mehsher mein keh dain
Wo daikho hamara gulaam a giya hai
Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai
Zaban per Muhammad ka nam a giya hai..
By: Momina Mustehsan 3.5 M views
By: Syed Fasihuddin Soharwardi 3.3 M views
By: Hafiz Abubakar 3.1 M views
By: Muhammad Owais Raza Qadri Attari 3.1 M views
By: Sami Yusuf 2.8 M views
By: Sami Yusuf 2.7 M views