islamicdb

Karam Kay Ashianay Ki Kya Baat Hai Naat MP3 Download

Karam Kay Ashianay Ki Kya Baat Hai Naat MP3 Download. Heart Touching Naat Karam Kay Ashianay Ki Kya Baat Hai listen online & download mp3.

Page Views: 1.4 K

Karam Kay Ashianay Ki Kya Baat Hai Naat Lyrics

Karam kay aashiyanay ki kia baat hai
Aap kay aastanay ki kya baat hay

Fatima o Ali phir Hussain o Hassan
Mustafa k gharanay ki kia baat hay.

Haazri ko chala hay madinay ki tu
Dosta teray janay ki kia baat hai

Waq e aakhir bhi hai, woh bhi hain samnay
Aie kaza teray aanay ki baat hai

Kitnay nanay bhi hain, aur nawasay bhi hain
Ibn e Haider kay nanay ki kia baat hay

Tak kay bolay nakirain hakim mujhay
Mustafa kay diwanay ki kia baat hay

Aik ghar jo milay shehray sarkar main
Phir to aisay thikanay ki kia baat hay..