islamicdb

Listen and download your favorite islamic MP3, videos & blogs.

Koi Tu Hai Jo hamd mp3

Download MP3 (75)

Koi Tu Hai Jo by Alhaaj Nasrullah Khan Noori mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Description

Koi Tu Hai Jo by Alhaaj Nasrullah Khan Noori mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Lyrics

Wahi khuda hai ,Wahi khuda hai

  • Koi toh hai, Koi toh hai jo nizam-e-hasti chala raha hai,
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • Dikhayi bhi na de jo nazar bhi , woh aa raha hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • Talash usko na kar buton mein
  •  
  • Woh hai badalti ruton mein
  •  
  •  
  • Jo din ko raat aur raat ko din banaa raha hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • Koi hai toh hai jo nizame hasti chala raha hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • (Wohi khuda hai)
  •  
  • Kisi ko tajo wakar bakshe
  •  
  • Kisi ko zillat ke khar bakhshe
  •  
  • Woh sab ke haathon pe
  •  
  • Mohar-e-Qudrat laga raha hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • Wohi khuda hai
  •  
  • Koi toh hai jo nizam-e - hasti chalaa raha hai
  •  
  • Khuda hai
  •  
  • Yeh chand taare hain noor usi ka
  •  
  • Hai har jagah pe zahoor usi ka
  •  
  • Yeh phool kaliyan
  •  
  • Yeh sabze patte sajaa raha hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • Koi toh hai jo nizam-e-hasti chala raha hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • (Wohi khuda hai)
  •  
  • Nazar bhi rakhe sma'atein bhi
  •  
  • Woh jan leta hain neeyatein bhi
  •  
  • Jo khana-e- la Shaoor mein
  • Jagmagaa raha hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • (Wohi khuda hai )
  •  
  • Koi toh hai jo nizame hasti chala raha hai
  •  
  •  
  • Kyun mangta hai tu is jahan se?
  •  
  • Tujhe milega khuda ke ghar se
  •  
  • Nabi sadqe jo apne haathon loota raha hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • (Wohi khuda hai)
  •  
  • Dikhayi bhi na de jo nazar bhi woh aa raha hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • Woh hai Ali ka jigar ka tukDa
  •  
  • Woh Fatemah hai lal jisne
  •  
  • Hussain Karbobla mein jisko bula raha hai
  •  
  • Koi toh hai jo nizame hasti chalaa raha hai
  •  
  • Wahi khuda hai
  •  
  • Wohi khuda hai