islamicdb

Kosar Ki Hilawat ha Badar uddin Badar Naat Sharif MP3 Download

Kosar ki hilawat ha Naat by Badar uddin Badar mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios.

Page Views: 253

Kosar Ki Hilawat ha Badar uddin Badar Naat Lyrics

kosar ki hilawat ha meri tashnalabi main

kosar ki hilawat ha meri tashnalabi main

masroof hun main madhay rasool e arabi main

hai husan bhi akhalaq bhi rahmat bhi karam bhi

makki madani hashami o mutalabi main

har zara nazar ata hai khursheed badama

jalway hain ajab say mary aqa ki gali main

ae chashmy karam teri maseehai kay quraban

kuch farq hai shahid arman tahlabi main

azam bhari nahmat hai ya rona ya tarapna

har dard ka daram hai is sai e sahri main

kosar ki hilawat ha meri tashnalabi main