islamicdb

Listen and download your favorite islamic MP3, videos & blogs.

Mein Jo Youn Madine Jata Naat MP3 Download By Fasihuddin Soharwardi

Download MP3 (56)

Mein Jo Youn Madine Jata Naat MP3 Download By Fasihuddin Soharwardi. Mein Jo Youn Madine Jata Beautifull Naat MP3 Download By Fasihuddin Soharwardi in best audio quality.

Description

Mein jo youn Madine jata to kuch or baat hoti Kabhi lout kar na aata to kuch naat by Syed Fasihuddin soharwardi.All kind of Islamic naats shareef, Pakistani Urdu English naat, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios.

Lyrics

Mein jo youn Madine jata, to kuch aur baat hoti
Kabhi lot kar na aata, to kuch aur baat hoti

Mein jo yun Madine jata, to kuch aur baat hoti

Mein Madine to gaya tha, yeh bara sharf tha lekin
Wahin Dam jo toot jata, to kuch aur Baat hoti
Mein jo youn Madine jata, to kuch aur baat hoti

Hamein Rozghar de to, mere, Ashk beh rahe hain
Tera Gham agar Rolata, to kuch aur Baat hoti
Mein jo youn Madine jata, to kuch aur baat hoti

Na Fazool kaash Hansta, teri yaad mein tarapta
Mujhe chain hi na aata, to kuch aur Baat hoti
Mein jo youn Madine jata, to kuch aur baat hoti

Yahi aah Fikar e Duniya, mera Dil jala rahi hai
Gham e Hijr gar Satata, to kuch aur Baat hoti
Mein jo youn Madine jata, to kuch aur baat hoti

Kabhi lot kar na aata, to kuch aur Baat hoti
Wahin Dam jo Toot jata, to kuch aur baat hoti
Mein jo youn Madine jata, to kuch aur baat hoti

 

Yahan qabr mein karam se, teri Deed mujh ko hogi
Jo baqi mein qabr pata, to kuch aur Baat hoti
Mein jo youn Madine jata, to kuch aur baat hoti

Mein Zuban e Zayereen to, mein Salam Bejhta hon
Kabhi kud Salam laata, to kuch aur Baat hoti
Mein jo youn Madine jata, to kuch aur baat hoti

Ar Zaireen e Madina tu khushi se hans raha hai
Dil e Gham Zada jo lata, to kuch aur Baat hoti

Meri Aankh jab bhi khulti, teri Rehmaton se Aaqa
Tujhe samne hi pata, to kuch aur hoti
Mein jo youn Madine jata, to kuch aur baat hoti

Kiun Madina chor aaya, tujhe kiya huya Attar
Wahin Ghar agar Basata, to kuch aur Baat hoti
Mein jo youn Madine jata, to kuch aur baat hoti
Kabhi lot kar na aata, to kuch aur Baat hot...