islamicdb

Mera daman e shafat mein naat sharif

Download and Listen to Mera daman e shafat mein naat sharif Naat in a Heart-Touching Voice, Along with the Lyrics. Also Available Mera daman e shafat mein naat sharif Naat WhatsApp Status and Ringtone Downloads.

Page Views: 310

Mera daman e shafat mein naat sharif Naat Lyrics

Apnay daamane shifaat main chupaye rakhna
Meri sarkaar meri baat banaye rakhna


Maine maana ke nikamma hoon magar aap ka hoon
Is nikamme ko bi sarkar nibaye rakhna

Meri sarkaar meri baat banaye rakhna

Jab sare hashre sawaaneze pai suuraj aaye
Aapne kamli kai gunahgare pai saye rakhna

Meri sarkaar meri baat banaye rakhna

Un kai aane ki gari hai wo hain aane waaley
Meri sarkar ki mehfil ko sajaye rakhna

Meri sarkaar meri baat banaye rakhna

Zarraye khaak ko khursheed banane waey
Khaak hoon khaak ko kaadmoon sey lagaye rakhna

Meri sarkar meri baat banaye rakhna
Apney daamane shifaat main chupaye rakhna..