islamicdb

Naimatain Banta Jis Simt Haji Muhammad Mushtaq Qadri Naat Sharif MP3 Download

Naimatain banta jis simt Haji Muhammad Mushtaq Qadri Naat Sharif MP3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds, bayan,lyrics & quran audios.

Page Views: 940

Description

Naimatain banta jis simt naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds, bayan,lyrics & quran audios.

Naimatain Banta Jis Simt Haji Muhammad Mushtaq Qadri Naat Lyrics

  • Ne’amatein baant ta jis simt woh zeeshaan gaya,
  • Saath hi munshiaey rehmat ka qalam daan gaya
  •  
  • Naimatin Banta Jis Samat
  •  
  • Le khabar jald ke ghairon ki taraf dhiyaan gaya
  • Mere Maula mere Aqa tere qurbaan gaya
  •  
  • Dil hai woh dil jo teri yaad say ma’moor raha
  • Sar hai woh sar jo tere Qadmon pe qurbaan gaya
  •  
  • Unhein jana unhein mana na rakhha ghair se kaam
  • Lillah Al Hamd main duniya se Musalmaan gaya
  •  
  • Jaan o dil hosh wa khirad sab to Madinay pahonche
  • Tum nahi chalte Raza sara to samaan gaya
  •  
  • Aah woh aankh ke nakaame tamanna hi rahi
  • Hai woh dil jo tere dar se pur arman gaya
  •  
  • Aur tum par mere Aqa ki Inayat na sahi
  • Najdiyo! Kalmah padhane ka bhi ehsaan gaya
  •  
  • Aaj le unki Panah aaj madad maang unse
  • Phir na maanege Qayamat mein agar maan gaya
  •  
  • Uff ray munkar yeh badha joshe ta’assub akhir
  • Bheed me haath se kam bakht ke Imaan gaya.
  •