islamicdb

Nigah E Lutuf Ke Umeedwar Hum Bhi Hain Naat Sharif MP3 Download

Nigah E Lutuf Ke Umeedwar Hum Bhi Hain Syed Zabeeb Masood Shah Naat Sharif MP3 play online & download. Download and Listen to Nigah E Lutuf Ke Umeedwar Hum Bhi Hain Naat in a Heart-Touching Voice, Along with the Lyrics. Also Available Nigah E Lutuf Ke Umeedwar Hum Bhi Hain Naat WhatsApp Status and Ringtone Download.

Page Views: 1.4 K

Description

Nigah E Lutuf Ke Umeedwar Hum Bhi Hain mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Nigah E Lutuf Ke Umeedwar Hum Bhi Hain Naat Lyrics

  • Nigah-e-Lutf ke Ummidwar ham bhi hein
  • Diye hue Dil-e-Be karar ham bhi hein
  •  
  •  
  •  
  • Hamare daste Tamanna ki laaj bhi rakhna
  • Tere Faqeeron mein Aye Shehre Yaar ham bhi hein
  •  
  • Tumhari ek Nigah-e-Karam mein sab kuchh hai
  • Pade hue to sare rah-guzar ham bhi hein
  •  
  • Jo sar pe rakhne ko mil jaaye Naal-e-Paake Huzur
  • To Fir kahenge ke haa'n Taaj-daar ham bhi hein
  •  
  • Ye kis Shahensha-e-Bala ka Sadqa bant'ta hai
  • Khusrawon mein padi hai pukar ham bhi hein
  •  
  • Hasan hai jinki Sakhawat ki dhoom aalam mein
  • Unhin ke Tum bhi ho ek reza-khar ham bhi hein