islamicdb

Saye Mein Tumhare Hain Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri

Saye Mein Tumhare Hain Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri. Saye Mein Tumhare Hain Beautiful Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri in best audio quality.

Page Views: 51.6 K

Description

Saaye Mein Tumharay Hain Owais Raza Qadri naat mp3 play online & download. All kind of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios.

Saye Mein Tumhare Hain Naat Lyrics

Saye mein Tumhare hain qismat yeh hamari hai
Qurbaan dil-o-jaan hain kiya Shan Tumhari hai


Kiya pesh karun Aaqa kiya chez hamari hai
Yeh dil bhi tumhara hai yeh jaan bhi tumhari hai

Chehra Tera dilkash hai Surat teri piyari hai
Jis ne tumhen dekha ha soo jaan se wari hai

Hum chor ker is Dar ker jayen tu kahan jayen
Yeh umer tumhare he tukhron pe guzaari hai

Kiya pesh karun jana kiya chez hamari hai
Tum hum per karam ker do yeh arz hamari hai

Saye mein Tumhare hain qismat yeh hamari hai
Qurbaan dil-o-jaan hain kiya Shan Tumhari hai