Sahi Mein Tumhare Hain Kismat Ye Hamari Hai Naat MP3 Download. Download naat audios,naat sharif,naat lyrics,naat mp3,bayan audio,bayan,bayan mp3,tilawat mp3
Page Views: 487
Saaye mein Tumhare hain qismat yeh hamari hai
Qurbaan dil-o-jaan hain kiya Shan Tumhari hai
Kiya pesh karun Aaqa kiya chez hamari hai
Yeh dil bhi tumhara hai yeh jaan bhi tumhari hai
Chehra Tera dilkash hai Surat teri piyari hai
Jis ne tumhen dekha ha soo jaan se wari hai
Hum chor ker is Dar ker jayen tu kahan jayen
Yeh umer tumhare he tukhron pe guzaari hai
Kiya pesh karun jana kiya chez hamari hai
Tum hum per karam ker do yeh arz hamari hai
Saaye mein Tumhare hain qismat yeh hamari hai
Qurbaan dil-o-jaan hain kiya Shan Tumhari hai
Saaye mein Tumhare hain qismat yeh hamari hai
By: Momina Mustehsan 3.5 M views
By: Syed Fasihuddin Soharwardi 3.3 M views
By: Hafiz Abubakar 3.1 M views
By: Muhammad Owais Raza Qadri Attari 3.1 M views
By: Sami Yusuf 2.8 M views
By: Sami Yusuf 2.8 M views