 
    Saye Main Tmhare Hain Qari Asad Ul Haq Sharif MP3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios.
Page Views: 1.7 K
	Saaye mein Tumhare hain qismat yeh hamari hai
	Qurbaan dil-o-jaan hain kiya Shan Tumhari hai
	
	Kiya pesh karun Aaqa kiya chez hamari hai
	Yeh dil bhi tumhara hai yeh jaan bhi tumhari hai
	
	Chehra Tera dilkash hai Surat teri piyari hai
	Jis ne tumhen dekha ha soo jaan se wari hai
	
	Hum chor ker is Dar ker jayen tu kahan jayen
	Yeh umer tumhare he tukhron pe guzaari hai
	
	Kiya pesh karun jana kiya chez hamari hai
	Tum hum per karam ker do yeh arz hamari hai
	
	Saaye mein Tumhare hain qismat yeh hamari hai
	Qurbaan dil-o-jaan hain kiya Shan Tumhari hai
Saaye mein Tumhare hain qismat yeh hamari hai
By: Momina Mustehsan 3.5 M views
By: Syed Fasihuddin Soharwardi 3.3 M views
By: Hafiz Abubakar 3.1 M views
By: Muhammad Owais Raza Qadri Attari 3.1 M views
By: Sami Yusuf 2.8 M views
By: Sami Yusuf 2.8 M views