islamicdb

Listen and download your favorite islamic MP3, videos & blogs.

Shah e Konain Jalwa Haji Muhammad Mushtaq Qadri Naat Sharif MP3 Download

Download MP3 (53)

Shah e konain jalwa naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds, bayan,lyrics & quran audios.

Description

Shah e konain jalwa naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds, bayan,lyrics & quran audios.

Lyrics

  • Shah-e-konain jalwa numa ho gaya Rang Aalam ka bailkul naya ho gaya
  • Muntakhab Aap ki zat-e-wila hoi Naam-e-pak Aap ka Wadhuha ho gaya
  •  
  • Aeysa aizaz kis ko Khuda nay dia jeysa baala tera martaba haoga
  • Ayesi nafiz tumhari Hukoomat hoi tum nay jis waqat jo kuch kaha ho gaya
  • Naaz kar aye Jameel apni qismat pe too Khak-e-Nalain Ahmad Raza ho gaya
  •  
  • Subuh Tayyibah man hoi batata hay bara nor ka
  • Sadqa lanay Noor ka Aaya hay Tara Noor ka
  •  
  • Baag-e-Tayyibah man suhana phool phoola Noor ka
  • Mast hoin bulbulain prhtey hoin Kalima Noor ka
  • Barhween kay chand ka mujra hay Sajda Noor ka
  •  
  • Shah-e-konain jalwa numa ho gaya Rang Aalam ka bailkul naya ho gaya
  •  
  • Barah burjoon say jhuka ik ik Sitara Noor ka
  • Teri hi mathay raha aye jan sehra Noor ka
  • Bakhat jaga Noor ka chamka Sitara Noor ka
  •  
  • Shah-e-konain jalwa numa ho gaya Rang Aalam ka bailkul naya ho gaya
  •  
  • Sur mageen Aankhain Hareem Haq kay wo mashkeen Gazaal
  • Hay fiza-e-la makan tak jin kaar-e-Minna Noor ka
  • Taab-e-Husun karam say khul jayen gay dil kay kanwal
  •  
  • Shah-e-konain jalwa numa ho gaya Rang Aalam ka bailkul naya ho gaya
  •  
  • To baharin layengey garmi ka jhalka Noor ka
  • Chand jhuk jata jidhar ungli uthatay mahd man
  • Kia hi chalta tha isharoon par khilona Noor ka
  • Shah-e-konain jalwa numa ho gaya Rang Aalam ka bailkul naya ho gaya
  •  
  • Shah-e-konain jalwa numa ho gaya Rang Aalam ka bailkul naya ho gaya
  •  
  • “Kaf” gaisoo “haa” dahan “yaa” abroo aur Aankhain “a’eyan, Saad”
  • Kaf haa yaa aeen Saad un ka hay chehra Noor ka
  • Aye Raza ye Ahmad-e-Noori ka faiz Noor hay
  • Ho gaye meri Gazal barh kar Qaseedah Noor ka
  •  
  • Shah-e-konain jalwa numa ho gaya Rang Aalam ka bailkul naya ho gaya
  •