islamicdb

Zair E Koay Jina Ahista Chal Naat MP3 Download By Fasihuddin Soharwardi

Zair E Koay Jina Ahista Chal Naat MP3 Download By Fasihuddin Soharwardi. Zair E Koay Jina Ahista Chal Beautifull Naat MP3 Download By Fasihuddin Soharwardi in best audio quality.

Page Views: 50 K

Description

Zair E Koay Jina Ahista Chal by Syed Fasihuddin Soharwardi naat mp3.All kind of Islamic naats shareef, Pakistani Urdu English naat, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios.

Zair E Koay Jina Ahista Chal Naat Lyrics

Ye Madina Hai Yahan Aahista Chal

Zaer-e-Koay Jinaah Aahista Chal
Dekh Aaya Hai Kahaan Aahista Chal

Jaisay Jee Chahay Jahan Mein Ghoom Phir
Ye Madina Hai Yahan Aahista Chal

Baargah-e-Naaz Mein Aahista Bol
Hoga Sab Kuch Rayegaan Aahista Chal

Haazri Mein Hai Malak Sattar Hazaar
Qudsiyon Ke Darmiyan Aahista Chal

Dekhloon Jee Bhar Ke Sheher-e-Mustafa
Mere Meer-e-Kaarwan Aahista Chal

Jaliyon Ke Saamnay Jaldi Na Kar
Woh Hai Naazish Meherbaan Aahista Chal

Ye Madina Hai Yahan Aahista Chal